Roman script

is chand se mathe pe jo bal dekh raha hu

hilta hua ek taj mahal dekh raha hu

payal bajati chali ho kaha payal bajati chali ho kaha

dil tham kar hum khade hai yaha

aise na ja aye dilruba abhi pyar hona laga hai jawa

payal bajati chali ho kaha

dil tham kar hum khade hai yaha

aise na ja aye dilruba abhi pyar hona laga hai jawa

payal bajati chali ho kaha

ched jara si hamne ki or bura tum man gaye

ched jara si hamne ki or bura tum man gaye

diwane se pyar hai tumko dar parda hum jan gaye

dar parda hum jan gaye payal bajati chali ho kaha

dil tham kar hum khade hai yaha

aise na ja aye dilruba abhi pyar hone laga hai jawa

payal bajati chali ho kaha

chhodo bhi jidd man bhi jao aao baithe pyar kare

chhodo bhi jidd man bhi jao aao baithe pyar kare

ik manjil ke hum do rahi ulfat ka ikrar kare ulfat ka ikrar kare

payal bajati chali ho kaha dil tham kar hum khade hai yaha

aise na ja aye dilruba abhi pyar hone laga hai jawa

payal bajati chali ho kaha

Explore this song