Roman script
payaam-e-mohabbat sabaa laa rahi hai -2 musarrat ki har su ghataa chhaa rahi hai -2 payaam-e-mohabbat udhar hai nayaa rag mausam ne badalaa -2 muhabbat yahaan rag dikhalaa rahi hai -2 payaam-e-mohabbat khili jaa rahi hai umago ki kaliyaan -2 dobaaraa chaman me bahaar aa rahi hai dobaaraa chaman me mere dil ki duniyaa me wo aa rahe hai -2 muhaafij ko qismat liye jaa rahi hai -2 payaam-e-mohabbat
Explore this song
- Film / album: Wasiatnama (1945)
- Composer: R C Boral
- Lyricist: Zakir Hussain