Roman script

paubara paubara, paubara pyar me paubara

paubara paubara, paubara pyar me paubara

paubara paubara kabhi jita 

kabhi ye dil hara, pyar me paubara

danv laga le jo ho so ho

nain mila le himmat na kho

jhum jhum ke khel diwane

nahi laut ke aane fir aise jamane

ab chhod bahaane aa 

kismat ko bana le aa, ek daav laga le aa

paubara paubara, paubara pyar me paubara

paubara paubara kabhi jita 

kabhi ye dil hara, pyar me paubara

haar hui to pachhataana kya

jeet hui to itrana kya

haar jeet kismat ke ishare

kabhi vare kabhi nayare, kabhi raam se pyare

kabhi takdeer pukaare aa 

haste hai sitaare aa, najaro ke sahaare aa 

paubara paubara, paubara pyar me paubara

paubara paubara kabhi jita 

kabhi ye dil hara, pyar me paubara

hera feri do din ki hai

raat andheri do din ki hai

dekh bhai samne aana bada bura hai jamana

yuhi dil na lutana ye hai khel puarana

ab kya ghabrana aa, lutata hai khajana aa

paubara paubara, paubara pyar me paubara

paubara paubara kabhi jita 

kabhi ye dil hara, pyar me paubara

paubara paubara kabhi jita 

kabhi ye dil hara, pyar me paubara

Explore this song