Roman script

dil laayi hai dhadi do dhadi ka

sara khel hai ghadi do ghadi ka

ghoor ghoor kyun dekhe chaudhri

ghoonghat utaar degi chaudhri

patne waali hoon, patne waali hoon

patne waali hoon aji ha patne waali hoon

darpokon ya thoko se na satne waali hoon

hai koi nahi hathiyar ke mujhse sab darte hain

teekhi aankhon ki dhaar door se hi marte hain

chauka diya, kehla diya 

mere thumkon ne saara ka saara ilaka

mauka diya, behla diya

meri adaaon ne sabko angna ho ya aaka

darpokon ya thoko se na satne waali hoon

patne waali hoon aji ha patne waali hoon

patne waali hoon aji ha patne waali hoon

patne waali hoon aji ha patne waali hoon

ho pistol country made tabhi asli fire hai

chhup ke jo fire kare darpok nahi kaayar hai

marne lage, darne lage 

badmaash hi mere husn ki sab chaukidaari

girne lage, girne lage

baazar ke saare bhaav dare kaarobaari

khud luchchon, Lafangon se lipatne waali hoon

patne waali hoon aji ha patne waali hoon

patne waali hoon aji ha patne waali hoon

patne waali hoon aji ha patne waali hoon

Explore this song