Roman script

patli kamar lambe bal haye re allah husn meri umar solha sal

patli kamar lambe bal haye re allah husn meri umar solha sal

kale nayan gore gal haye re allah husn meri umar solha sal

hum bhi hai jawa haye mai sadke jawa

hum bhi hai jawa haye mai sadke jawa

hum bhi hai jawa haye mai sadke jawa

haye mai mar gayi lut gayi mai mit gayi

patli kamar lambe bal haye re allah us pe meri umar solha sal

kale nayan gore gal haye re allah husn meri umar solha sal

ye chand ke mukhde ki jhalak tere liye hai

ha ha mere liye hai ha ha mere liye hai

ha ha mere liye hai

arman bhare dil me kasak tere liye hai

ha ha mere liye hai ha ha mere liye hai

ha ha mere liye hai mar mar ke nibhayenge

ye tere pyar ka wada dil kya hai 

meri ji jaan tak tere liye hai

jiyo jiyo yu meri jaan na lo

jiyo jiyo yu meri jaan na lo

o yu na bichhde na badle nisha

patli kamar lambe bal haye re allah us pe meri umar solha sal

kale nayan gore gal haye re allah husn meri umar solha sal

ye pyar khule aam dikhana nahi achha

kyu nahi achha ho jaoge badnam

zamana nahi achha kyu nahi achha

najuk hai mera dil ye tadpta hi rahega

dildar hasino ko jalana nahi achha

ye to hoga nahi aa chale aur kahi

yahi to socha nahi aa chale aur kahi

chalte chalte karenge dhamal

patli kamar lambe bal haye re allah husn meri umar solha sal

kale nayan gore gal haye re allah husn meri umar solha sal

ye teri mohabbat ka hi to hath nahi hai

na na dhokha nahi hai na na dhokha nahi hai

aashiq to hazaro hai magar tumsa nahi hai 

ha ha humsa nahi hai ha ha humsa nahi hai 

ha ha humsa nahi hai 

dil jit liya tune mera pehli nazar me 

jo tune kiya aisa kabhi hota nahi hai

kar le aaj karam chhed mat allah kasam 

ab to chhod  sharam chhed mat allah kasam

tu ot karta hai kya kya kamal

patli kamar lambe bal haye re allah husn meri umar solha sal

kale nayan gore gal haye re allah husn meri umar solha sal

Explore this song