Roman script

pataya pataya logo sun lo

pataya pataya pataya, ek ladki ko maine pataya

pataya pataya pataya, ek ladki ko maine pataya

vo katil aankho wali gore galo wali

o kale baalo wali janeman dil tujhpe aaya

vo hai jalta hua ek patakha, mere dil me kiya dhamaka

vo hai jalta hua ek patakha, mere dil me kiya dhamaka

haye re uski adda ho gaye hum to fida

rang hai uska juda, rang hai uska juda

dil mera jeet liya, hosh mera loot liya

naam hai uska hi jaba, naam hai uska hi jaba

janeman dil tujhpe aaya

aa fasaya fasaya fasaya, apni bato se usko fasaya

pataya pataya pataya, ek ladki ko maine pataya

kon marega ab mere jaisa, maine vo kaam kiya 

pyar me naam kiya

sabko hairan kiya, sabko hairan kiya

mera dil dekh jara, ye jigar dekh jara

koi mujhsa na hua, koi mujhsa na hua

janeman dil tujhpe aaya

dikhaya dikhaya dikhaya, maine aisa karishma dikhaya

pataya pataya pataya, ek ladki ko maine pataya

mere fando se vo to na nikli, jaal me aa gayi dekho machli

mere fando se vo to na nikli, jaal me aa gayi dekho machli

haye wo pahli najar dil per ker gayi asar

wo jidar mai bhi udar, chahe ho koi nagar

sham ho ya ho sahar, uski rakhi hai khabar

wo gayi dil me uthar, wo gayi dil me uthar

janeman dil tujhpe aaya

chalaya chalaya chalaya, maine manter kuch aisa chalaya

pataya pataya pataya

lutaya lutaya lutaya, dil apna uspe lutaya

haye pataya pataya pataya, ek ladki ko maine pataya, pataya

Explore this song