Roman script

patakha main hu patakha
patakha main hu patakha 
jab tak chup hu samjho ganimat
chal jaau to dhamaka 
patakha main hu patakha
patakha main hu patakha 
hay mangala khula hain dil ka bangla
nahi koi khidki jangla sidhi chali aa 
o ho ho ho o ho ho ho 
barso se main bankar saaki 
barso se main bankar saaki 
sabko peelati aai hu
aaj mujhi ko hosh nahi
main hosh udati aai hu
are aaj mujhi ko hosh nahi
main hosh udati aai hu 
ilaaka dil ka ilaaka, hay jaan lelegi 
ilaaka dil ka ilaaka
hain yaar ki khushiyo se bhar liya maine
apne dil ka ilaka 
patakha main hu patakha
patakha main hu patakha 
are waah chhmak chhallo kya naachti hain tu 
sabke dil me aag lagake 
sabke dil me aag lagake
aag se aag bujhati hu
aag se khelu aag hi jhelu
aag se phul khilati hu
are aag se khelu aag hi jhelu
aag se phul khilati hu
dhadaka dhum dhadaka, jai ho
hey dhadaka dhum dhadaka
mere dum se is mehfil me hoga dhum dhadaka 
hey patakha main hu patakha
patakha main hu patakha 
jab tak chup hu samjho ganimat
chal jaau to dhamaka 
patakha main hu patakha
patakha main hu patakha

Song details

Song video

Watch on YouTube