Roman script

parwar digara parwar digara

parwar digara parwar digara

mushkil mein main tujh ko pukara

mushkil mein main tujh ko pukara

tu hi sahaara tu hi sahaara 

pawar digara parwar digara

wo sabr hi to tha jisne ayyub ko zindagi de di

wo sabr hi to tha jisne yunus ko bandagi de di

wo sabr hi to tha wo sabr hi to tha jisne yusuf ko khushi de di

de de mujhe bhi sabr ka sahaara

de de mujhe bhi sabr ka sahaara

parwar digaara parwar digaara

ye zindagi bhi hai khudaya amaanat hi teri

dil jal raha hai jo mera kayaamat hai teri 

jo jee rahi hun main jo jee rahi hun main wo inaayat hai teri 

tufa mein main hun tu hi kinaara

tufa mein main hun tu hi kinaara

parwar digara parwar digara

Explore this song