Roman script

o parvana kehta hai kya afsana jara tum bhi kaho ji

o diwana laya hai dil najrana jara suno suno ji

o parvana kehta hai kya afsana jara tum bhi kaho ji

ye mausam ye rate ye bate khoyi khoyi

ye masti ye sokhi dil kaise bachaye koi

o meri ada khali na jaye meri ada khali na jaye

jo bhi mujhse aankh milaye aahe bare

vo chalkana in najro ka paimana jara suno suno ji

o parvana kehta hai kya afsana jara tum bhi kaho ji

khul jaye ye julfe to mehfil ko mehka de

uth jaye ye najre to duniya ko behka de

ho kali gathaye ghum ke aaye 

kali gathaye ghum ke aaye

sawan ki rut nache cham cham aage tere

pehchana kyo kaisa hai nishana jara tum bhi kaho ji

o diwana laya hai dil najrana jara suno suno ji

sarka du mai aanchal to chanda bhi sharmaye

kaliyo ka dil dhadke phulo ko pasina aaye

ho dil me samaye mast banaye

dil me samaye mast banaye

hoth gulabi nain rasile jadu bhare

ye mana ye tumhara hai jamana jara tum bhi kaho ji

o parvana kehta hai kya afsana jara tum bhi kaho ji

o diwana laya hai dil najrana jara suno suno ji

Explore this song