Roman script

Jab zid pe aa gayi parvati parvati parvati

Samjhane pahunche saptarishi saptarishi saptarishi

Kaay zid kar rahi kaay ko mar rahi

Kaay zid kar rahi kaay ko mar rahi aise var ke laane

Jaake sees pe ganga aur gale mein daare phir rahe saanp

Itne seedhe-saadhe hain sab kehte bholenath bholenath

Na khapra na chhapra na foos ki dhare madhiya

Ka khave ko dharo wahaan bas rovat rahat ladiya

Bhesh dhare avdhoot phire ab tumse ka kahe binnu

Dora dangar le ghumein ve inke kachhue naiyaan

Kaay zid kar rahi kaay ko mar rahi

Kaay zid kar rahi kaay ko mar rahi aise var ke laane

Jaake sees pe ganga aur gale mein daare phir rahe saanp

Jaake sees pe ganga aur gale mein daare phir rahe saanp

Itne seedhe-saadhe hain sab kehte bholenath bholenath

Jaake sees pe ganga aur gale mein daare phir rahe saanp

Itne seedhe-saadhe hain sab kehte bholenath bholenath

Jata lata na kabhun sanvaare deesat maha bhayankar

Moor pe aadho chanda aur bela pe ghume shankar

Ram naam ke rasiya hain ve aur unhein kya chahne

Kaamdev ke mardanhaari ghar-grihasti kya jaane

Are ghar-grihasti kya jaane

Kaay zid kar rahi kaay ko mar rahi binnu

Kaay zid kar rahi kaay tap kar rahi aise var ke laane

Jaake sees pe ganga aur gale mein daare phir rahe saanp

Jaake sees pe ganga aur gale mein daare phir rahe saanp

Itne seedhe-saadhe hain sab kehte bholenath bholenath

Jaake sees pe ganga aur gale mein daare phir rahe saanp

Itne seedhe-saadhe hain sab kehte bholenath bholenath

हिंदी में गीत

जब जिद पे आ गई पारवती पारवती पारवती

समझाने पहुंचे सप्तऋषि सप्तऋषि सप्तऋषि

काय जिद कर रही काय को मर रही

काय जिद कर रही काय को मर रही ऐसे वर के लाने

जाके सीस पे गंगा और गले में डारे फिर रहे सांप

इतने सीधे-साधे हैं सब कहते भोलेनाथ भोलेनाथ

ना खपरा ना छपरा ना फूस की धरे मढ़िया

का खावे को धरो वहाँ बस रोवत रहत लड़िया

ना खपरा ना छपरा ना फूस की धरे मढ़िया

का खावे को धरो वहाँ बस रोवत रहत लड़िया

भेष धरे अवधूत फिरे अब तुमसे का कहे बिन्नू

डोरा डांगर ले घूमें वे इनके कछुए नैयाँ

काय जिद कर रही काय को मर रही

काय जिद कर रही काय को मर रही ऐसे वर के लाने

जाके सीस पे गंगा और गले में डारे  फिर रहे सांप

जाके सीस पे गंगा और गले में डारे  फिर रहे सांप

इतने सीधे-साधे हैं सब कहते भोलेनाथ भोलेनाथ

जाके सीस पे गंगा और गले में डारे  फिर रहे सांप

इतने सीधे-साधे हैं सब कहते भोलेनाथ भोलेनाथ

जटा लता ना कभूँ सँवारे दीसत महा भयंकर

मूर पे आधो चंदा और बेला पे घूमे शंकर

जटा लता ना कभूँ सँवारे दीसत महा भयंकर

मूर पे आधो चंदा और बेला पे घूमे शंकर

राम नाम के रसिया हैं वे और उन्हें क्या चाहने

कामदेव के मर्दनहारी घर-गृहस्ती क्या जाने

अरे घर-गृहस्ती क्या जाने

काय जिद कर रही काय को मर रही  बिन्नू

काय जिद कर रही काय तप कर रही ऐसे वर के लाने

जाके सीस पे गंगा और गले में डारे फिर रहे सांप

जाके सीस पे गंगा और गले में डारे फिर रहे सांप

इतने सीधे-साधे हैं सब कहते भोलेनाथ भोलेनाथ

जाके सीस पे गंगा और गले में डारे फिर रहे सांप

इतने सीधे-साधे हैं सब कहते भोलेनाथ भोलेनाथ

Explore this song