Roman script

parwat parwat dera dala, basti basti ghume

talve shero ke sahlaye saanpo ke muh chume

tis baras pani me baithe rakhkar sir pe aag

tab humko ye gyan mila hai tab jage hai bhag

dam chak dam chak dam 

chak dam dam chak dam 

dam chak dam chak dam 

chak dam dam chak dam 

hoye hoye hoye hoye hoye 

dam chak dam chak dam 

chak dam dam chak dam 

dam chak dam chak dam 

chak dam dam chak dam 

hath dikha lo bhag jaga lo dur se aaye hum

puchho puchho, puchho puchho ha puchho na

darna kya ghabrana kya 

arey jogi se sharmana kya

puchho puchho arey puchho

chhaka khelu sata aaye chaua khelu aaye panja 

arey haar haar ke dekho baba 

hone laga sar ganja re

bolo kab tak dhir ladegi 

beta jab tak karj ki padegi

dam chak dam chak dam 

chak dam dam chak dam 

dam chak dam chak dam 

chak dam dam chak dam 

karja manga, chori ki kuch, jewar bartan beche 

lekin jab jab daav lagaya 

lekin jab jab daav lagaya

rah gaya ghoda pichhe 

mera ghoda baba kab aayega

jab tera takta ho jayega 

dam chak dam chak dam 

chak dam dam chak dam 

dam chak dam chak dam 

chak dam dam chak dam 

roj ke pani se baba ab nak me aa gaya dam

badal kab barsaega tu 

badal kab barsaega tu

thara, wishky, rum

thara, wishky, rum peene ka maja kab aayega 

peene ka maja kab aaye

jab lockp me tu jayega

dam chak dam chak dam 

chak dam dam chak dam 

dam chak dam chak dam 

chak dam dam chak dam 

aansu ki do bunde lekar 

duniya sau tufan uthaye 

in aankho ko koi na dekhe 

jinse lahu bah jaye

kabhi dil ki duniya me aao to jane 

yaha koi dipak jalao to jane 

kabhi dil ki duniya

dikhate ho auro ko manjil bhi unki 

manjil bhi unki

dikhate ho auro ko manjil bhi unki 

manjil bhi unki

hume sirf rasta sujhao to jane 

hume sirf rasta

kiya dil ko jis dard ne 

tukde tukde haye tukde tukde

kiya dil ko jis dard ne 

tukde tukde haye tukde tukde

dava uski kya hai batao to jane 

dava uski kya hai

jan gaya mai jan gaya 

baba tum kya jan gaye 

jan gaya mai jan gaya 

in ashko ko pahchan gaya

sari umar ka rona dekar do din ka mahman gaya

do din ka mahman gaya 

jan gaye to raham bhi khao

mujhko pata us ka batlao 

ho teri mohabbat kahti hai

re beta tujhko tera pyar milega 

dildar milega, sach baba

mujhko mera pyar milega

dam chak dam chak dam 

chak dam dam chak dam 

dam chak dam chak dam 

chak dam dam chak dam

Explore this song