Roman script
Hafte mein din hai saat Kyun karun Saturday ki wait Mann hai aaj toh Karna hai aaj celebrate Ghar pe laga do bahane sau Chhodo kya karna zamaane ko Champagne ki bottle pakda do na Sabko ab karna hai shor (x2) Peeni hai itni ki Sab dhoondhla sa dikhayi dega Tension na lo yaar Aaj party tera bhai dega (x2) Bhai dega, bhai dega… Peelo peelo.. GOLD! This is KSA Botalein khulwa do Inka kaam nahi band rehne ka Thodi si peeni Ye matlab ni banta kehna ka Happy hi wala scene nahi Aaj honge sab tunn Party hai teri bhai ki Gaao sab mere gunn Ab sunn, ghar jane ki baat na karo Shots peene se yun na daro Office pe yun na maro, yun na Ab aise hi party karo Gharwalo se yun na daro Bhai ki baat mat suno to maro Kyunki.. kyunki.. Late night tak dj bajana hai Besharmo ki tarah Sabko nachana hai Kudiyan itni awesome Pyaar na hojaye Phir karna na sabne Subah na jaldi hojaaye Kal ki party karo announce Karni kya deri hai Har party lagegi pheeki Yeh gurantee meri hai Aisi ladki na hogi Jo thoda bhi sharmati hai Woh bhi aunty nachegi Jo aunty police bulati hai Peeni hai itni ki Sab dhoondhla sa dikhayi dega Tension na lo yaar Aaj party tera bhai dega (x2) Botalein khulwa do Inka kaam nahi band rehne ka Thodi si peeni Ye matlab ni banta kehna ka Arre peeni hai itni Ki sab dhoondhla sa dikhayi dega Arre tension na lo yaar Aaj party tera bhai dega
Song details
- Singer: Karan Singh Arora
- Composer: Karan Singh Arora
- Lyricist: Gold
director: Ray Khan