Roman script

parde me rahne do parda na uthao

parde me rahne do parda na uthao

parda jo uth gaya to bhed khul jayega

uyi allah meri tauba maula teri tauba

allah meri tauba maula teri tauba

t t tum, kaun ho tum

mehbuba mehbuba mehbuba mehbuba 

ab khub jamegi pyare

jab ghar me mil baithenge

ab khub jamegi pyare

jab ghar me mil baithenge

main aur tu, tumhara naam kya hai

mera naam hai puja

pyar se log mujhe pizza kahte hai

ta ra ru ru ta ra ru ru ru ru ru ya

are lekin tum aayi kaha se ho

badi dur se aaye hai, pyar ka tohfa laye hai

badi dur se aaye hai, pyar ka tohfa laye hai

tum yaha kaise aa gayi

unchi unchi duniya ki diware

saiya tod ke ji tod ke

main aayi re tere liye, sara jag chhod ke

main aayi re tere liye, sara jag chhod ke

offo lekin tumhe yaha bulaya kisne hai

shayad ter shadi ka khayal

dil me aaya hai, isiliye mummy ne teri

mujhe bombay bulaya hai

aakhir aap chahti kya hai

aap jaisa koi meri zindagi me aaye

to baat uyi maa, to baat ban jaye

ha ha ha baat ban jaye

ye lo takiya aur sunao apne gaane se

khilauna i mean toy, khilauna jaankar tum to

mera dil tod jate ho, khilauna jaankar tum to

mera dil tod jate ho, o mujhe kyu apne takiye

ke sahare chhod jate ho, o shut up

chup chup khade ho jarur koi baat hai

chup chup khade ho jarur koi baat hai

pahli mulakat hai ye pahli mulakat hai

pahli mulakat hai ye pahli mulakat hai

chup chup khade ho jarur koi baat hai

pahli mulakat hai ye pahli mulakat hai

pahli mulakat hai ye pahli mulakat hai

tum yaha sado maro main ja raha hu

akele akele kaha ja rahe ho

hume sab pata hai, jaha ja rahe ho

akele akele kaha ja rahe ho

hume sab pata hai, jaha ja rahe ho

akele akele akele akele 

mere piya mere piya, jo pahunche hall

waha se kiya hai mujhko call

meri tabiyat ghabrati hai

tumhari yaad satati hai

are lakshmi kunti are koi hai

waha kaun hai tera gaweskar jayega kaha

waha kaun hai tera gaweskar jayega kaha

meri jaisi meri jaisi meri jaisi 

dollar o amar payega kaha

waha kaun hai tera, you

dadi wale jara muskura

tujhe puja bulati hai aa

main ruthu tu mana, dadi wale, teri to main

kitne bhi tu karle sitam

hans hans ke sahenge hum

ho kitne bhi tu karle sitam

hans hans ke sahenge hum

ye gaana na hoga band, amar teri kasam

ho ho amar teri kasam

ho ho amar teri kasam

band karo ye bakwas warna

tu lagta daku hai, mujhko lagta dar hai

tu lagta daku hai, mujhko lagta dar hai

daku mere daku, is kaali kaali dadi me

tu lage gabbar, is kaali kaali dadi me

tu lage gabbar

daku daku daku daku daku daku

tum yaha kyu aayi ho

tumhe to pagalkhane me hona chahiye tha

main to aayi thi yaha, chhuttiya bitane ko

mujhko bistar pe haye, mujhko bistar pe de mara

aunty ko aane do, mujhko bistar pe de mara

aunty ko aane do, aunty, jungli ladki

yaahu, chahe koi mujhe jungli kahe

kahne ko yu kahta rahe

hum pyar ke tufano me ghire hai

hum kya kare

chahe koi mujhe jungli kahe, yaahu 

tu aise nahi manegi

tujhe bathroom me band karna hi padega

chalo

dil ke arma aansuo me bah gaye haye

dil ke arma aansuo me bah gaye

hum jaha the bas wahi par rah gaye

dil ke arma aansuo me bah gaye

Explore this song