Roman script

pareshan ho aap ke dushman 
pareshaniyo ko, bhula dijiyega 
pareshaniyo ko, bhula dijiyega 
pareshaniyo ko, bhula dijiyega 
pareshaniyo ko
basa ke mujhe, aayine ke nazar me 
basa ke mujhe, aayine ke nazar me 
meri zindagi ko, bana dijiyega 
meri zindagi ko, bana dijiyega 
meri zindagi ko
nigahen mila baithi, kyu aapse main 
nigahen mila baithi, kyu aapse main 
mujhe is khata ki, saja dijiyega 
mujhe is khata ki, saja dijiyega 
mujhe is khata ki
marij mohabbat pe, nazare karam ho
marij mohabbat pe, nazare karam ho
diya dard hain to, dawa dijiyega 
diya dard hain to, dawa dijiyega 
diya dard hain to
aji kadmo pe hamne, dil rakh diya hain
aji kadmo pe hamne, dil rakh diya hain 
ji chahe to thokar, laga dijiyega 
ji chahe to thokar, laga dijiyega 
ji chahe to thokar
basa ke mujhe, aayine ke nazar me 
basa ke mujhe, aayine ke nazar me 
meri zindagi ko, bana dijiyega 
meri zindagi ko, bana dijiyega 
pareshaniyo ko, bhula dijiyega 
pareshaniyo ko

Song details

Song video

Watch on YouTube