Roman script

pardesi kyun yad aata hai

pardesi kyun yad aata hai

ek chand chamak kar jungal me 

chhup-chhup ude badal me

ek chand chamak kar jungal me 

chhup-chhup ude badal me

jab sapna sa dikhlata hai

jab sapna sa dikhlata hai

pardesi kyun yad aata hai

pardesi

purab se pawan jab aati hai

jab koyal kuk sunati hai

jab badal ghir ke aata hai

pardesi kyun yad aata hai

pardesi

hriday ki ghaneri chhaon ka

aramano ka aashao ka

aramano ka aashao ka

jab ghunghat pat khul jata hai 

jab ghunghat pat khul jata hai 

pardesi kyun yad aata hai

pardesi

jab bite din yad aate hai

baadal ki tarha mandlaate hai

jab ghayal dil ghabrata hai

pardesi kyun yad aata hai

pardesi

Explore this song