Roman script

pardesh me jane wale sajan 

ho o o yad teri fir aai 

pardesh me jane wale sajan 

ho o o yad teri fir aai 

sawan ki rut me nayno ne 

ae ae ae ro ro jhadi lagai

sawan ki rut me nayno ne 

ae ae ae ro ro jhadi lagai

pardesh me jane wale sajan

jab se tune in nayno se 

dur kiya hai dera 

jab se tune in nayno se 

dur kiya hai dera 

meri choti si duniya me 

chhaya ghor andhera 

meri choti si duniya me 

chhaya ghor andhera 

sukh ka chand chhupa 

jiwan par kali badariya chhai

yad teri fir aai 

jiwan par kali badariya chhai

yad teri fir aai 

pardesh me jane wale sajan 

ho o o yad teri fir aai 

pardesh me jane wale sajan 

dag dilo ko tune mujh ko 

jalke huye angare 

dag dilo ko tune mujh ko 

jalke huye angare 

dard bhare haridy se tujhko 

fir se tere pukare 

ab bhi na aaya to 

hogi janm janm ki judai 

ab bhi na aaya to 

hogi janm janm ki judai 

hogi janm janm ki judai 

yad teri fir aai 

pardesh me jane wale sajan 

ho o o yad teri fir aai 

pardesh me jane wale sajan

Explore this song