Roman script

parcha mohabbat ka dede re babu bachungi sari umariya

parcha mohabbat ka dede re babu bachungi sari umariya

jalti hai jalne de nagariya jalti hai jalne de nagariya

tu hi to mora sawariya parcha mohabbat ka dede re babu

bachungi sari umariya

aaye na chaina ho aaye na chaina din ho ke raina

nas nas me agni lagi hai jadu kiya hai kaisa ye tune

ke manwa me johra jabi hai chahe kasam lele bedarda

chahe kasam lele bedarda lagi hai tose najariya

parcha mohabbat ka dede re babu bachungi sari umariya

dilbar bhi khali dilbar bhi khali kagaj rahe na

likhio khacha bhar bhar ke peeti rahu mai prem pyala

ke dijlo laba lab bhar ke pyasi mai janmo ki o mitwa

pyasi mai janmo ki o mitwa kijo na koi asariya

parcha mohabbat ka dede re babu bachungi sari umariya

jalti hai jalne de nagariya jalti hai jalne de nagariya

tu hi to mora sawariya parcha mohabbat ka dede re babu

bachungi sari umariya

Explore this song