Roman script

pardesi ki prit ko mera man lalchaye 

usme itni khot hai kahi na sang le jaye

man me hai rup wo pyara hotho pe geet tumhara

naino me sawan ki dhara naino me sawan ki dhara

nind se mujhko jagaya jab se jagi husn na paya

aisa jadu hua mujhpe pahle pahal mere parano ne pi pi pukara

naino me sawan ki dhara naino me sawan ki dhara

ho kali ghata tu hi aaja aake bibat ko itna bata ja

is pyar ki naiya ko leke jau jaha hai kinara 

naino me sawan ki dhara naino me sawan ki dhara

man me hai rup wo pyara hotho pe geet tumhara

naino me sawan ki dhara naino me sawan ki dhara

Explore this song