Roman script

paon me paijaniya nache sajaniya
ghungrva bole chhum chhum chhum
ghungrva bole chhum chhum chhum
ghungrva bole chhum chhum 
husn tumhara hai jalti shama
ishk hamara hai parvana
husn tumhara hai jalti shama
ishk hamara hai parvana
jala dena gira dena tumhara khel hai jalim
jalim adayen masti lutaye 
ghungrva bole chhum chhum chhum
ghungrva bole chhum chhum chhum
ghungrva bole chhum chhum 
jalve tumhare hai kitne hasin 
tum sa jaha me hai koi nahi
jalve tumhare hai kitne hasin
tum sa jaha me hai koi nahi
karo vada na jaoge kabhi dil hamare tum
tum ho hamare hum hai tumhare
ghungrva bole chhum chhum chhum
ghungrva bole chhum chhum chhum
ghungrva bole chhum chhum 
paon me paijaniya nache sajaniya
ghungrva bole chhum chhum chhum
ghungrva bole chhum chhum chhum
ghungrva bole chhum chhum

Song details

Song video

Watch on YouTube