Roman script

paavo me payal, payal me ghungaru

paavo me payal, payal me ghungaru

ghungaru baje chham chham, oye hoye oye hoye 

paavo me payal, payal me ghungaru

ghungaru baje chham chham 

bali umar ne o o o o

bali umar ne yovan dagar pe 

rakha hai pahla kadam

paavo me payal, payal me ghungaru

ghungaru baje chham chham

bachpan gaya ab aayi jawani

bachpan gaya ab aayi jawani

aage ki ram hi jane kahani

hai ye pheli kiski saheli

hai ye pheli kiski saheli, kaisa mile balam

paavo me payal, payal me ghungaru

ghungaru baje chham chham 

thodi si mai haye haye thodi si mai

oye hoye thodi si mai pichhle sal badli

abke baras meri chaal badli 

kya iska karan, dekhu jo darpan

kya iska karan, dekhu jo darpan

to aaye mujhko sharam

paavo me payal, payal me ghungaru

ghungaru baje chham chham 

kahta hai ye dil tu man meri 

mushkil me tauba hai jaan meri

kahta hai ye dil tu man meri 

mushkil me toba hai jaan meri

ek na sunugi nadan dil ki

ek na sunugi nadan dil ki

khayi hai maine kasam

paavo me payal, payal me ghungaru

ghungaru baje chham chham 

bali umar ne o o 

bali umar ne yovan dagar pe 

rakha hai pahla kadam

paavo me payal, payal me ghungaru

ghungaru baje chham chham

Explore this song