Roman script

panghat pe madhu barsaye gayo ri 
wah to sham shalona wah to sham salona 
jamuna ke ?? kabhi dil me lge laaz re 
lahre kinaare se mil mil ke nach re 
lahre kinaare se mil mil ke nach re 
aisi muraliyabjai gye re 
wah to sham shalona wah to sham salona 
maakhan ki matki kanhiya ne fodi 
baiya pkad ke meri ungli madodi
raste me rara mchai gai re 
poonam ka chand hanse madhuwan me
poonam ka chand hanse madhuwan me  
hamre dil ki taar baje mora tan me 
hamre dil ki taar baje mora tan me 
gunjann me ras barsai gye re wo to 
wah to sham shalona wah to sham salona 
panghat pe madhu barsaye gayo ri

Song details

Song video

Watch on YouTube