Roman script

panchhi aur pardesi
panchhi aur pardesi, dono nahi kisi ke meet
panchhi aur pardesi
panchhi aur pardesi
jaise nain se nikla aasu, fir na nain shmaye
jaise nain se nikla aasu, fir na nain shmaye
waise hi pardesh me sajan, jakar me laut ke na aaye
waise hi pardesh me sajan, jakar me laut ke na aaye
virah me ro ro ke jaye
virah me ro ro ke jaye, sari umariya meri
panchhi aur pardesi
panchhi aur pardesi, dono nahi kisi ke meet
panchhi aur pardesi
man se aansu aankh churaye, aag lagaye or na bujhaye 
aag lagaye or na bujhaye
premi ke naina me bas kar, fir na nain milaye
premi ke naina me bas kar, fir na nain milaye
apna bairi aap bane wo 
apna bairi aap bane wo, karega inse preet
panchhi aur pardesi
panchhi aur pardesi, dono nahi kisi ke meet
panchhi aur pardesi
panchhi aur pardesi

Song details

Song video

Watch on YouTube