Roman script

panghat pe more shyam bajaye muraliya 

panghat pe more shyam bajaye muraliya 

jal jamuna

jal jamuna pag chuman aaye

jal jamuna pag chuman aaye

pawan chalat ithlaye

pawan chalat ithlaye

ithlaye ithlaye

kaliyo ne bhware se puchha

kaliyo ne bhware se puchha

kaun hai ye man chhaliya

kaun hai ye man chhaliya

bajaye muraliya

panghat pe more shyam bajaye muraliya

murli baji ban ki kaya sab sunne ko bhagi

sun kar kaliya

sun kar kaliya bhor se pahle apne biya se jaagi

yahi raat hai

yahi raat hai jab radha ki shaam se ankhiya laagi

bholi bhali

bholi bhali brij nari ka man har lino chhaliya

bajaye muraliya

panghat pe more shyam bajaye muraliya

bajaye muraliya

Explore this song