Roman script

shishe ki munder wala dotalla makan hai 

tere us makan me meri bhi dukaan hai 

shishe ki munder wala dotalla makan hai 

tere us makan me meri bhi dukaan hai 

mauka mile to kisi roz chali aanaa 

ke ke ke ke paan kha ke jaana

goriye paan kha ke jaana 

paan kah ke jaana goriye paan kha ke jana 

shishe ki munder wala dotalla makan hai 

mere us makan me teri bhi dukaan hai 

shishe ki munder wala dotalla makan hai 

mere us makan me teri bhi dukaan hai 

na na baba na na baba tere pas nahi anaa

oye oye oye oye paan nhi khana

mundeya paan nahi khana 

paan nhi khana mundeya paan nahi khana 

kattha chuna tambaku supari bhi milaunga 

kattha chuna tambaku yes 

kattha chuna tambaku supari bhi milaunga 

hatho se tujhe mai beeda paan ka khilaunga 

aaya hai patane mujhe paan ke bahane 

manungi na baat teri jaare jaa deewane 

chhodo ji chhodo aise ruth ke satana 

oye paan kha ke jaana goriye paan kha ke jaana 

paan kha ke jaana goriye paan kha ke jaana 

sar pe inke na ghungat na tan pe inke sadiyaan 

aankh milana hur se aankh mila na hur se 

pehle to na dekhi aise haseen kuwariya 

dekh inko door se dekh inko door se 

kitne dino se mera jiya bekarar hai 

kitne dino se kitne dino se mera jiya bekarar hai 

kaise mai bataun rani mujhko tujhse pyar hai 

kitne dino se mera jiya bekarar hai 

kaise mai bataun rani mujhko tujhse pyar hai 

mujhe dar lagta hai aisi waisi baato se 

badi badnami hogi aise mulakato se 

aaya ji aaya ikraar ka zamana 

ke ke ke ke paan kha ke jaana

goriye paan kha ke jaana 

paan kah ke jaana goriye paan kha ke jana

Explore this song