Roman script

palko pe saja lo, mujhe aankho me basa lo 

palko pe saja lo, mujhe aankho me basa lo 

aankho me basa le mujhe, dil me chhupa lo 

dil me chhupa ke 

dil me chhupa ke, sanam apna bana lo 

apna bana lo, sanam apna bana lo 

ho palko pe saja lo, mujhe aankho me basa lo 

palko pe saja lo, mujhe aankho me basa lo 

aankho me basa le mujhe, dil me chhupa lo 

dil me chhupa ke 

dil me chhupa ke, sanam apna bana lo 

apna bana lo, sanam apna bana lo 

pyar ki hain bediya, ab hamare baho me 

chalte chalte aa gaye, chahat ki chhaw me 

wado ki vafao ki bandh li hain hathkadi

jod li hain do dilo ne pyar ki ladi 

sine se laga lo, mujhe baho me chhupa lo 

ho siene se laga lo, mujhe baho me chhupa lo 

baho me chhupa ke mujhe sabse chura lo 

sabse chura ke 

sabse chura ke, sanam apna bana lo 

apna bana lo, sanam apna bana lo 

khil gayi hain aaj, meri hasrato ki daliya 

dekh lu jaha wahi pyar ke nisha 

meri zindagi tumhari zindagi se yu judi 

nahar jis tarah kisi kinare se mili 

ho khsuhbu ki tarah, mujhe julfo me basa lo 

khsuhbu ki tarah, mujhe julfo me basa lo

mujhe julfo me basa ke mujhe sanso me chhupa lo 

sanso me chhupa ke 

sanso me chhupa ke, sanam apna bana lo 

apna bana lo, sanam apna bana lo 

palko pe saja lo, mujhe aankho me basa lo 

ho palko pe saja lo, mujhe aankho me basa lo 

aankho me basa le mujhe, dil me chhupa lo 

dil me chhupa ke 

dil me chhupa ke, sanam apna bana lo 

apna bana lo, sanam apna bana lo 

apna bana lo, sanam apna bana lo

Explore this song