Roman script

palat kar na aayi kabhi jo dubara 
palat kar na aayi kabhi jo dubara 
wo ek bewafa koi ladki thi yara 
wo ek bewafa koi ladki thi yara 
mere gam ne ro ro ke jisko pukara 
mere gam ne ro ro ke jisko pukara 
wo ek bewafa koi ladki thi yara 
wo ek bewafa koi ladki thi yara 
mere pyar ka phool murjha gaya hai 
kaha ab main dhuhdhu mohbbat ki khusbu 
meri aankh me hai judai ke aansu 
wo sab le gai mere khusiyo ke jugnu 
mujhe de gai hai jo tuta sitara 
mujhe de gai hai jo tuta sitara 
wo ek bewafa koi ladki thi yara 
wo ek bewafa koi ladki thi yara 
jo chahra mera pyar se chumti thi 
jo seene se apne lagaati thi mujhko 
jo pedo ke saye me mujhse lipatkar 
wafao ke nagme sunati thi mujhko 
jo chhup chhup ke karti thi mujhko ishara 
jo chhup chhup ke karti thi mujhko ishara 
wo ek bewafa koi ladki thi yara 
wo ek bewafa koi ladki thi yara 
palat kar na aayi kabhi jo dubara 
palat kar na aayi kabhi jo dubara 
wo ek bewafa koi ladki thi yara 
wo ek bewafa koi ladki thi yara

Song details