Roman script
pal tham gaya hain, ham chal rahen hain pal tham gaya hain, ham chal rahen hain jaag ke kis khwaab me, dhal rahe hai pal tham gaya hain, ham chal rahen hain jaag ke kis khwaab me, dhal rahe hai mai bhi to ye janu na aahat pehchano na aa tu bhi to ye jane na, jane na aa in dhadkano me ye pyaas kyu ye khubsurt ahsaas kyu pal tham gaya hain, ham chal rahen hain jaag ke kis khwaab me, dhal rahe hai shaam-e-hasin raaten javaan har mausam ko bhane laga ahchcha lage sab kuch yahan koi jaadu sa chhane laga sunepan ko sajata hai meri saanse mehkata hain sapno me koi aata hain, aata hai thandi havaayen, ham jag rahe hain jaag ke kis khwaab me, dhal rahe hai pal tham gaya hain, ham chal rahen hain kuch kah gai khamoshiya ya suru ho gaya silsila badne lagi betabiya dard anjaana ye kya mila maine dil ko roka tha, har lamha ise toka tha aisa hoga na socha tha, socha tha aa jasbat humko kyu chhal rahe hai jaag ke kis khab me, dhal rahe hai pal tham gaya hai, hum chal rahe hai jag ke kis khab me, dhal rahe hai mai bhi to ye janu na aahat pehchano na aa tu bhi to ye jane na, jane na aa in dhadkano me ye pyaas kyu ye khubsurt ahsaas kyu ha in dhadkano me ye pyaas kyu ye khubsurt ahsaas kyu
Song details
- Singer: Alka Yagnik
- Singer: Abhijeet
- Film / album: Pyaar Mein Twist (2005)
- Composer: R D Burman
- Lyricist: Sameer
- Actor: Rishi Kapoor
- Actor: Dimple Kapadia
- Actor: Soha Ali Khan
- Actor: Sameer Dattani
- Actor: Deepshikha
- Actor: Farida Jalal
- Actor: Delnaz Paul
- Actor: Vikas Bhalla
- Actor: Harish Patel
- Actor: Satish Shah
- Actor: Dolly Minhas
Song video
singer: Alka Yagnik, Abhijeet
actor: Rishi Kapoor, Dimple Kapadia
