Roman script

pal aaya suhana gaao naya tarana

bite huye hi kal mein khoye ho kahan

pal aaya suhana gaao naya tarana

bite huye hi kal mein khoye ho kahan

dekho na tum mudke chhu lo gagan tum udke

pal aaya suhana gaao naya tarana

bite huye hi kal mein khoye ho kahan

pal aaya suhana gaao naya tarana

bite huye hi kal mein khoye ho kahan

dekho na tum mudke chhu lo gagan tum udke

jivan ki raah par chalte rahe kadam

kitni ho mushkilein himmat ye na ho kam

dil mein jo aag hai bujhne na de use

saahas lagan bina manjil mili kise

hai behti dhara chhu le kinaara

leharon sa tu banke beh ja yahaan

dekho na tum mudke chhu lo gagan tum udke

pal aaya suhaana gaao naya taraana

bite huye hi kal mein khoye ho kahaan

dekho na tum mudke chhu lo gagan tum udke

jo tere saath hai wo tere yaar hai

dil se jo tujhe yahaan karte jo pyar hai

sukh dukh mein jo tere shaamil yahan rahe

kar unka shukriya jab tak ye jaan rahe

whi to pyara de jo sahara har koi to aisa hota hai kahaan

dekho na tum mudke chhu lo gagan tum udake

ho o o pal aaya suhana gaao naya taraana

bite huye hi kal mein khoye ho kahaan

dekho na tum mudke chhu lo gagan tum udke 

dekho na tum mudke chhu lo gagan tum udke 

la la la la la la la

Explore this song