Roman script

aaj kyun muskil me hu mai, kano me yeh gunje kaisa shor

na sun saku me mere dil kee aawaj

karna mujhe hai abb khud peh gaur

kabhee aisa huwa ke khoya tumne khud ko

kabhee aisa huwa raho ne choda tumko

kabhee aisa huwa ke choda tumne apno ko

kyun hai choda khud ko, kyun hai roka khud ko

aab toh janu hu akhir kya mai

jo bhee abb chahe ho dekhunga mai

lekin apnee pechan paunga mai, pakka yeh wada hai

bigdee jo bate hain bananee hee hain

yeh meree jindagee sajanee hee hai

karke yeh chije abb dihkhanee hee hai

pakka yeh wada hai

rahe yeh saree abb anjanee, kho gaya hu jaise mai khud me

hai jo khoya sab dil hai tuta, kaise huyee yeh khata mujhse

kabhee aisa khaabo peh yaki na ho

kabhee aisa bina wajah kyun dil todo

kabhee aisa jo huwa tumhare aath

toh kyun na jina ka maja hee sara gum ho jaye

jo ho abb

kya sochu abb kya batau

kuchh karna abb hai kuchh kehna abb hai

chehra mera toh jaise hai begana mujh hee se

hu akela darta khud hee se me, mushkil hai toh aa gai

kyun me na ladu khud hee se

rukna na mujhe aaye dil ko jabtak na suku

aaunga me toh phir se laaunga phir woh kushbu

paka yeh vada hai

Explore this song