Roman script

paida karke bhul gaya kyu paida karne vala

mata ne janam diya data ne pala

feka sadak pe mujhe ghar se nikala

aisa kya kasur bhala maine kiya hai

dunia se jo maine liya dunia ko vo maine diya hai

dunia se jo maine liya dunia ko vo maine diya hai

dunia ko vo maine diya hai

dard ban ke mai tumhare dil me ab rahunga

dard ban ke mai tumhare dil me ab rahunga

aasu ban ke ab mai tumhari aankho se bahunaga

aaj tlak tumne kaha aaj mai kahunga

aaj tlak maine hotho ko siya hai

dunia se jo maine liya dunia ko vo maine diya hai

dunia se jo maine liya dunia ko vo maine diya hai

rahne do dhram karam ki baate kitabi

rahne do dhram karam ki baate kitabi

mere to nasibo me likhi thi kharabi

mere to nasibo me likhi thi kharabi

maine to sharab pi hai mai to hu sharabi

tum ho kon tum ne

tum ho kon tum ne mera khoon kiya hai 

dunia se jo maine liya dunia ko vo maine diya hai

dunia se jo maine liya dunia ko vo maine diya hai

dunia ko vo maine diya hai

Explore this song