Roman script

pahlu me yaar ho to kis baat ki kami hai

pahlu me yaar ho to kis baat ki kami hai

hai khush nasib jisko ye zindagi mili hai

ye zindagi mili hai

pahlu me yaar ho to kis baat ki kami hai

ho ik taraf khudai aur ik taraf mohabbaat

mai maang lun khuda se ik dilruba ki chahat

mai maang lun khuda se ik dilruba ki chahat

jannat se khubsurat diladar ki gali hai

hai khushnasib jisko 

yun kis tarah kisi ka ham etabar kar le

hai zindagi ka sauda ham kaise pyaar kar le

hai zindagi ka sauda ham kaise pyaar kar le

uljhan hai khubsurat mushkil si aa padi hai

hai khushnasib jisko

Explore this song