Roman script

pahali baarish mai aur tu 

ha pahali baarish mai aur tu 

dur se bhini kushbu aaye

ho pahala mauka mai aur tu

ho pahala mauka mai aur tu

ik duje se milane aaye

abb kya hoga anjaam khuda jaane

abb kya hoga anjaam khuda jaane

ha pahali baarish mai aur

ho pahala mauka mai aur tu

ho bhiga bhiga mausam aur tanhaayi

bhiga bhiga mausam aur tanhaayi

kismat se aaj aisi barsaat aayi

gale lag jaao naa aise sharamaao naa

gale lag jaao naa aise sharamaao naa

saawan me kaise yeh duri 

ho pahali baarish mai aur tu 

dur se bhini kushbu aaye

ha pahala mauka mai aur tu

ik duje se milane aaye

abb kya hoga anjaam khuda jaane

abb kya hoga anjaam khuda jaane

ho pahali baarish mai aur tu 

pahala mauka mai aur tu

ho aaj fijaao me nasha behisaab hai

aaj fijaao me nasha behisaab hai

baadal me paani hai ya ke sharaab hai

mahke hava rut bhi hasin 

dil naa bahak jaaye kahi

mahake hava rut bhi hasin 

dil naa bahak jaaye kahi duri abhi hai jaruri 

pahali baarish mai aur tu

dur se bhini kushbu aaye

ho pahala mauka mai aur tu

ik duje se milane aaye

abb kya hoga anjaam khuda jaane

abb kya hoga anjaam khuda jaane

ho pahali baarish mai aur tu 

pahala mauka mai aur tu

ho pahali baarish mai aur tu 

pahala mauka mai aur tu

Explore this song