Roman script

pahle jo mohabbat se

pahle jo mohabbat se inkaar kiya hota 

pahle jo mohabbat se inkaar kiya hota 

yu humko na duniya se bejaar kiya hota 

ab tere siwa koi aankho me nahi jachta

ab tere siwa koi aankho me nahi jachta

do roj to pardo me

do roj to pardo me guljaar kiya hota 

do roj to pardo me guljaar kiya hota 

pahle jo mohabbat se  

maalum agar hota anjaam mohabbat ka 

na dil hi diya hota

na dil hi diya hota na pyar kiya hota 

na dil hi diya hota na pyar kiya hota 

pahle jo mohabbat se inkaar kiya hota 

main teri hu main tera, kaano mere kahna 

aur bhag ke duniya se aankho me meri rahna 

itna jo samajhte hum, chupke se tera baalma

na dil hi diya hota

na dil hi diya hota na pyar kiya hota 

na dil hi diya hota na pyar kiya hota 

pahle jo mohabbat se inkaar kiya hota

Explore this song