Roman script

pagal hua hua hua, divana hua hua hua

o jane mujhe yeh kya hua, yeh kya hua, yeh kya hua

pagal hua hua hua, divana hua hua hua

o jane mujhe yeh kya hua

pagal hua hua hua, divana hua hua hua

o jane mujhe yeh kya hua

ha ladka tu ek patakha, ladaki mai ek dhamaka

dono ke dil hain javan

tune yeh dil me jhanka, ud gaya dono ka tanka

jayega abb tu kaha

pagal hua hua hua, divana hua hua hua

o jane mujhe yeh kya hua

jabse meri aankh ladi hai, tabse meri nind udi hai

pyar ki masti tujhe chadhi hai phir bhi mujhse dur khadi hai

ik numbar ka tu jhutha hai, dil mera tune luta hai

hay tauba yeh nakhare tere hosh uda degi tu mere

pagal hua hua hua, divana hua hua hua

o jane mujhe yeh kya hua

ha ladka tu ek patakha, ladaki mai ek dhamaka

dono ke dil hain javan

tune yeh dil me jhanka, ud gaya dono ka tanka

jayega abb tu kaha

pagal hua hua hua, divana hua hua hua

o jane mujhe yeh kya hua

tune kiya hai kaisa jadu, ladaki ho gayi hai bekabu

kar liya maine tujhko raji, jit gaya mai pyar ki baji

yar mere tu kar le vada, pyar karega hamse jyada

dekh ke tujhko dil mera dhadke, pyar karunga sabse badh ke

pagal hua pagal hua hua hua, divana hua hua hua

o jane mujhe yeh kya hua

ha ladka tu ek patakha, ladaki mai ek dhamaka

dono ke dil hain javan

tune yeh dil me jhanka, ud gaya dono ka tanka

jayega abb tu kaha

pagal hua pagal hua hua hua, divana hua hua hua

o jane mujhe yeh kya hua

tu chumbak hai mujhako khinche, tu aage mai pichhe pichhe

mushkil kar diya tune jina, bhul gaya mai khana pina

tune diya hai aisa jhatka, dil hontho pe aake atka

waah re tere pyar ka latka, ghum raha hu bhatka bhatka

ghum raha hu bhatka bhatka, ghum raha hu bhatka bhatka

lyrics typed by:pournima gujar

Explore this song