Roman script

chandani ki na to chahat hai chand ki bhi na zarurat hai 

tujhe chaha tujhe meri hi jawani hai 

jo tune aazmani hai pagal hoon mai 

ya deewana chahe kahe tu begana 

deewana tere pyar me 

badal hata aur tu mila roshan ye dil ho gaya hai 

tu aankh se ojhal hua aur dil mera bujh gaya hai 

badal hata aur tu mila roshan ye dil ho gaya hai 

tu aankh se ojhal hua aur dil mera bujh gaya hai 

roshni ki na to chahat hai aur na sitaro ki zarurat hai 

tujhe chaha tujhe meri hi jawani hai 

jo tune aazmani hai pagal hoon mai 

ya deewana chahe kahe tu begana 

deewana tere pyar me 

ye ghani zulfe zara chehre se tu hata 

narm naaz sharmo haya sab palko se tu gira 

madhoshi se tune abhi mujhko jo apna kaha hai 

khamoshiya gane lagi sannata kahne laga hai 

ho madhoshi se tune abhi mujhko jo apna kaha hai 

khamoshiya gane lagi sannata kahne laga hai 

ab kisi ki bhi na chahat hai 

tu bhi na jane teri jarurat hai

tujhe chaha tujhe meri hi jawani hai 

jo tune aazmani hai pagal hoon mai 

ya deewana chahe kahe tu begana 

deewana tere pyar me 

chandani ki na to chahat hai chand ki bhi na zarurat hai 

tujhe chaha tujhe meri hi jawani hai 

jo tune aazmani hai pagal hoon mai 

ya deewana chahe kahe tu begana 

pagal hoon mai ya deewana chahe kahe tu begana 

deewana tere pyar me

Explore this song