Roman script

pag padam sangit git sargum 
pag padam sur tal ka hai sangum
pag me payal payal me cham cham
pag padam sangit git sargum 
pag padam sur tal ka hai sangum
cham cham beje pag me ghunghru aise
cham cham beje pag me ghunghru aise
jaise sunaye kavi kavita koi 
jaise sunaye kavi kavita koi 
swarg dham me bahe sarita koi
swarg dham me bahe sarita koi
pushp lata ke tap ke jaise katra katra sabnam
pag padam sangit git sargum
pag padam sur tal sangit sargum
kis pavo ke bal ne bli ko mara
kis pavo ke bal ne bli ko mara
pav ke niche sara sansar hai 
pav ke niche sara sansar hai       
nag ka ye fan hai ye talvar hai
nag ka ye fan hai ye talvar hai
yad me kya ye man pag se jiwan 
har din har pal har dam    
pag padam sangit git sargum 
pag padam sur tal ka hai sangum
pag me payal payal me cham cham
pag padam sangit git sar gum 
pag padam sur tal ka hai sangum

Song details