Roman script
pag ghunghru bole chhananan chhum chhananan chhum jaago hey devta pag ghunghru bole chhananan chhum pag ghunghru bole chhananan chhum chhananan chhum jaago hey devta pag ghunghru bole chhananan chhum tujhse lagi hai lagan man ki tujhse lagi hai lagan man ki pyasi hai ankhiya ye darshan ki tere dwar pe kabse khade hum tere dwar pe kabse khade hum vinti bhi humari sun sun sun pag ghunghru bole chhananan chhum chhananan chhum jaago hey devta pag ghunghru bole chhananan chhum tu hi to hai jivan ka daata tu hi to hai jivan ka daata amrit ka sagaar hai kahlata ek bund se pyas bujha de ek bund se pyas bujha de gaate rahe tere gun gun gun pag ghunghru bole chhananan chhum chhananan chhum jaago hey devta pag ghunghru bole chhananan chhum
Song details
- Singer: Asha Bhosle
- Singer: Mahendra Kapoor
- Film / album: Dev Kanya (1963)
- Composer: S N Tripathi
- Lyricist: B D Mishra
- Actor: Mahipal
- Actor: Anita Guha
- Actor: Mukri
- Actor: B M Vyas
- Actor: Babu Raje
- Actor: Krishna Kumari
Song video
singer: Asha Bhosle, Mahendra Kapoor