Roman script

padhoge likhoge banoge nawab tum banoge nawab 
jo kheloge kudoge hoge kharab tum hoge kharab

jo bache kabhi likhte padhte nahi wo ijjat ki sidi pe chadhte nahi

yahi din hai padhne ke pad lo kitab 
yahi din hai padhne ke pad lo kitab
padhoge likhoge banoge nawab tum banoge nawab 
jo kheloge kudoge hoge kharab tum hoge kharab
burai ke raste se bach kar chalo burai ke raste se bach kar chalo 
kabhi jhut bolo na chori karo kabhi jhut bolo na chori karo
agar mar bhi jao na pina sharab nahi pina sharab
agar mar bhi jao na pina sharab 
padhoge likhoge banoge nawab tum banoge nawab 
jo kheloge kudoge hoge kharab tum hoge kharab
jawa ho ke bharat me nehru bano
jawa ho ke bharat me nehru bano
tum itne bade ho ke bapu bano tum itne bade ho ke bapu bano
jawa hok e bharat me nehru bano tum itne bade ho ke bapu bano
na ho duniya bhar me tumhara jawab
na ho duniya bhar me tumhara jawab
padhoge likhoge banoge nawab tum banoge nawab 
jo kheloge kudoge hoge kharab tum hoge kharab

Song details

Song video

Watch on YouTube