Roman script
padh likh ke bada ho ke tu ek kitab likhna apne sawalo ka tu khud hi jawab likhna padh likh ke bada ho ke tu ek kitab likhna apne sawalo ka tu khud hi jawab likhna aa aa aa hatho se jinka daaman ek din hai chhut jana taaro ke dubte hi jinko hai tut jana ye aankhe dekhti hai kyun aise khqaab likhna apne sawalo ka tu khud hi jawab likhna ha aa aa maine to pyar ko hi mazhab bana liya hai is dil ko dil ki duniya ka rab bana liya hai imaan ho gaya kya mera kharab likhna apne sawalo ka tu khud hi jawab likhna ha aa aa kahte hai log unki rasmo ko maine toda ye faisla bhi maine teri samajh pe chhoda meri khatao ka tu pura hisaab likhna
Song details
- Singer: Alka Yagnik
- Film / album: Zakhm (1998)
- Composer: M M Kareem
- Lyricist: Anand Bakshi
- Actor: Ajay Devgn
- Actor: Sonali Bendre
- Actor: Pooja Bhatt
- Actor: Akshay Anand
- Actor: Ashutosh Rana
- Actor: Sharat Saxena
- Actor: Kunal Khemu
- Actor: Avtar Gill
- Actor: Nagarjuna
- Actor: Madan Jain
- Actor: Saurabh Shukla
- Actor: Vishwajeet Pradhan
- Actor: Anupam Shyam
- Actor: Naresh Suri
- Actor: Dhananjay
- Actor: Amardeep Jha
- Actor: Gyan Prakash
- Actor: Praveen
- Actor: Zafar Karachiwala
Song video
actor: Ajay Devgan, Sonali Bendre, Pooja Bhatt, Nagarjuna