Roman script

paar karo dukhiya ka beda par karo

aaj na rok piyan ka brda pat karo

beda paar karo apne sharn dukh ke bansi

apne sharna gat ke bandhi pida aan haro

beda paar karo

ek din tumne hi duniya mein 

ek din tumne hi duniya mein 

prem preet ka khel rachaya

ek din tumne hi duniya mein 

prem preet ka khel rachaya

tumhi ne birha ki mala mein

bhole man ko tadpaye

ab tum hi aakar ke

virha ke shital nain karo

beda paar karo

na jane kab na jane kab

bikhar jayegi sapno ki mala 

kya jane kab mil kayegi

preet ki maili kaya kya jane

ab ek jhalak dekar

bhakto ka jivan safal karo

hey bhagwan hey bhagwan hey bhagwan

beda paar karo

Explore this song