Roman script

paan ka ek bida khila do phir

paan ka ek bida khila do phir chaal dekho banaarasi baabu ki

paan ka ek bida khila do phir chaal dekho banaarasi baabu ki

isme thoda sa

isme thoda sa zarda mila do phir chaal dekho banaarasi baabu ki

paan ka ek bida khila do phir chaal dekho banaarasi baabu ki

chaal dekho banaarasi baabu ki

hotho ke pyaale rasile rasile hotho ke pyaale 

hotho ke pyaale rasile rasile naina tumhaare nashile nashile

gori patli kamar tum hila do phir

gori patli kamar tum hila do phir chaal dekho banaarasi baabu ki

paan ka ek bida khila do phir chaal dekho banaarasi baabu ki

chaal dekho banaarasi baabu ki 

andaaz mera hai sabse niraala, andaaz mera hai

andaaz mera hai sabse niraala

buddhu na samajho mai hu bhola bhaala

zara ganga ka paani pila do phir

zara ganga ka paani pila do phir chaal dekho banaarasi baabu ki

paan ka ek bida khila do phir chaal dekho banaarasi baabu ki

chaal dekho banaarasi baabu ki

mai bigade logo ko raaste pe laau, mai bigade logo ko

mai bigade logo ko raaste pe laau

mai achchhe achchho ke chhakke chhudaau

ho mere haatho bambu dila do phir 

ho mere haatho bambu dila do phir chaal dekho banaarasi baabu ki

paan ka ek bida khila do phir

paan ka ek bida khila do phir chaal dekho banaarasi baabu ki

chaal dekho banaarasi baabu ki

isme thoda sa

isme thoda sa zarda mila do phir chaal dekho banaarasi baabu ki

chaal dekho banaarasi baabu ki, chaal dekho banaarasi baabu ki

chaal dekho banaarasi baabu ki, chaal dekho banaarasi baabu ki

Explore this song