Roman script

oye raju pyar naa kariyo kariyo 

dil tut jata hai

chahat kee bat naa kariyo kariyo 

dil tut jata hai

oye raju pyar naa kariyo kariyo 

dil tut jata hai

chahat kee bat naa kariyo kariyo 

dil tut jata hai

dil divana too naa aana 

dil kee bato me soch le

oye raju pyar naa kariyo kariyo 

dil tut jata hai

maine apne dil ko 

mere dil ne mujhko roka

pyar hai kya ek mast hawa kaa 

aata jata jhonka

maine apne dil ko 

mere dil ne mujhko roka

pyar hai kya ek mast hawa kaa 

aata jata jhonka

jan ganwa baitha jisne 

khela yeh khel dilo kaa

oye raju pyar naa kariyo kariyo 

dil tut jata hai

pahle pahle pyar ki 

achchi lagti hain barsaate 

pahle pahle pyar ki 

achchi lagti hain barsaate 

uske baad na puchho 

kaise katti hain raate 

raste me rah jaati hain

raste me rah jaati hain 

armaano ki baarate  

oye raju pyar naa kariyo kariyo 

dil tut jata hai

chahat kee bat naa kariyo kariyo 

dil tut jata hai

pyar me apni jan bhee 

ho jatee hai chij parayee

dil me basne wale aksar 

hote hain harjayee

pyar me apni jan bhee 

ho jatee hai chij parayee

dil me basne wale aksar 

hote hain harjayee

hamne bhee sab jana 

jo chot jigar par khai

oye raju pyar naa kariyo kariyo

dil tut jata hai

chahat kee bat naa kariyo kariyo 

dil tut jata hai

dil divana too naa aana 

dil kee bato me soch le

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song