Roman script

hua hai tumhe kya bata do to jara 

hua hai tumhe kya bata do to jara 

machal utha dil, tadap uthi jan

hua hai mujhe pyar kaise karu baya baya baya 

oye rabba meri jaan bachade, oye rabba meri jan bachade

fas gayi dil ke rog mein, sol wo sawan aisa aaya 

mar jaungi kuch roj me 

oye maula mere mujhko bachale, pad gaya main to suit mein 

sunta hu mere pyar ke charche, faile tinho log mein 

oye rabba meri jaian bachade

teri yaad ki kaliyo ko chunkar, teri yad ki kaliyo ko chunkar 

main jiti hu shabnam bankar 

teri yaad ki shabnam ko chunkar, teri yad ki shabnam ko chunkar

main jita hu mausam bankar

oye rabba use mujhko mila de, main hu jiski khoj mein

sol wo sawan aisa aaya mar jaungi kuch roj me 

mera chain gaya meri nind gayi, o mera chain gaya meri nind gayi

mere jine ki ummid gayi, mujhe tere siva kuchh yaad nahi 

kab holi hui kab eid gayi 

oye rabba mere tan mann dube pahli najar ki chot mein 

sol wo sawan aisa aaya mar jaungi kuch roj me 

main naa jeeta hu, naa marta hu 

main naa jeeta hu, naa marta hu 

bas thandi aahe bharta hu

teri thandi aahe sunti hu, teri thandi aahe sunti hu

kuchh khwab sunhere bunti hu, 

oye maula sau khwab hai mere us aanchal ke kok

sunta hu mere khwab ke charche faile tinho log mein 

oye rabba meri jaan bachade, fas gayi dil ke rog mein

oye maula mere mujhko bachale, pad gaya main to suit mein 

fas gayi dil ke rog mein, pad gaya main to suit mein

Explore this song