Roman script

oye kya kahna oye kya kahna 

kya kahna kya kahna kya jodi hai 

oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai 

chanda jaisa bhaiya mera chandni si bhabhi 

jitni bhi tarif karo ji karo ji bas thodi hai 

ik sapno ka sehzada ik pariyo ki sehzadi 

lo ban gaye dulha dulhan dono ki ho gayi shadi 

ho ye jodi banane wale ne koi kasar nahi chodi hai

oye kya kahna oye kya kahna 

kya kahna kya kahna kya jodi hai 

oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai 

ho yaar mubarak tumko ye madhur milan ki ghadiya

bhabhi ne tumhe lagayi ye pyar bhari hathkadiya ho 

tum sath janam ke bandhi ho ye kaid to lambi chaudi hai

oye kya kahna oye kya kahna 

kya kahna kya kahna kya jodi hai 

oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai 

o tu behan hai meri choti tu yaar hai mera pyara 

tu behan hai meri choti tu yaar hai mera pyara 

tum dono ne mil jul ke khela hai khel ye sara 

ho tum baat hamari chhodo tum dono ki kya jodi hai 

oye kya kahna oye kya kahna 

kya kahna kya kahna kya jodi hai 

chanda jaisa bhaiya mera chandni si bhabhi 

jitni bhi tarif karo ji karo ji bas thodi hai 

oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai 

oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai 

oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai

Explore this song