Roman script

uyi la la uyi la la uyi la la 
meri jaan mashallah tuyie kya kar dala 
main to gayi kaam se 
teri ada pe phida ho gayi main to 
haye allah uyi la la uyi la la 
humnajar humnashi hum dono hai humnava 
humnajar humnashi hum dono hai humnava 
tu hain kya main huyi kya jane ye kahta shaah 
jane jaha tu hi meri jaan jane jaha tu hi meri jaan 
oh uyi la la uyi la la uyi la la 
tu hai shubhanallah teri to khar sallah 
aankho ka tu noor hain 
main huyi teri mahbuba chhu le zara 
vallah vallah 
bekhabar bekraar kahte hain isko hi pyar 
bekhabar bekraar kahte hain isko hi pyar 
tu hain mera yaar kar le tu aitbar 
jane wafa o janeman jane wafa o janeman 
oh uyi la la uyi la la uyi la la 
logo mein hain ye halla tu chabi main huyi chhala 
bolo kya manjur hain 
dil tera hai diwana kar de tu bishmilaah 
tu hain kya main huyi kya jane ye kahta shaah 
jane jaha tu hi meri jaan jane jaha tu hi meri jaan 
oh uyi la la uyi la la uyi la la 
meri jaan mashallah tuyie kya kar dala 
main to gayi kaam se 
teri ada pe phida ho gayi main to 
haye allah uyi la la uyi la la 
uyi la la uyi la la uyi la la 
uyi la la uyi la la uyi la la

Song details

Song video

Watch on YouTube

lyricist: Alisha Chinai, Shyam Anurag