Roman script

mujhe maf karna om sai ram, mujhe maf karna om sai ram

nam bahna ka lunga pahle fir bolunga mai ram

nam bhaiya ka lungi pahle fir bolungi mai ram

hatho se mai to bahna ko sajaunga

bahna ki doli apne kandho pe uthaunga

hatho se mai to bahna ko sajaunga

bahna ki doli apne kandho pe uthaunga

bahan ke charno me tirth mera mai kyu jau charo dham

mujhe maf karna om sai ram

nam bhaiya ka lungi pahle fir bolungi mai ram

nam bahna ka lunga pahle fir bolunga mai ram

bhaiya me pai maine daulat do jaha ki

pyar pita ka paya mamta maa ki

bhaiya me pai maine daulat do jaha ki

pyar pita ka paya mamta maa ki

bhaiya ko mere radha jo dekhe bhul jaye palbhar ko shyam

mujhe maf karna om sai ram

nam bahna ka lunga pahle fir bolunga mai ram

nam bhaiya ka lungi pahle fir bolungi mai ram

tujhse juda hai mera jiwan aise ram lakshman ki jodi ho jaise

ram ko bhi lakshaman na kare mai yad karu itna tera nam

mujhe maf karna om sai ram, mujhe maf karna om sai ram

nam bhaiya ka lunga pahle fir bolunga mai ram

nam bhaiya ka lunga pahle fir bolunga mai ram

mujhe maf karna om sai ram, mujhe maf karna om sai ram

nam bhaiya ka lungi pahle fir bolungi mai ram

nam bhaiya ka lungi pahle fir bolungi mai ram

Explore this song