Roman script

om namo nama karishan gopala

om namo nama karishan gopala

kanha re bansuriya bajaye aanand aaye

om namo nama karishan gopala

om namo nama karishan gopala

kanha re bansuriya bajaye aanand aaye

kanha re bansuriya bajaye aanand aaye

man hi man mushkaye gopiya man hi man muskaye

bin dor khichi chale aaye

kanha re bansuriya bajaye aanand aaye

kanha re bansuriya bajaye aanand aaye

om namo nama karishan gopala

teen lok ka karishan kanhaiya

matki fod ke makhan khaye

kud ke amuna ki godi me

kud ke amuna ki godi me

shesh nag se mukti dilaye

kanha re bansuriya bajaye aanand aaye

kanha re bansuriya bajaye aanand aaye

hath jod ke vinti karat hai

nit sudama galti na howe

rat bhar baith ke arzun ko

rat bhar baith ke arzun ko

karishan rup ke darishan howe

kanha re bansuriya bajaye aanand aaye

kanha re bansuriya bajaye aanand aaye

Explore this song