Roman script

om bhur bhuvah swah tatsa vitoor varenyam

bhargo devasya dhimahe dhiyoyona prachodayaat

om jai jagdish hare, swami jai jagdish hare

bhakt jano ke sankat, daas jano ke sankat

kshan mein door kare, om jai jagdish hare

jo dhyaave phal paave dukh bin se man ka

swami dukh bin se man ka

sukh sampati ghar aave, sukh sampati ghar aave

kasht mite tan ka, om jai jagdish hare

maat pitaah tum mere sharan padu mai kiski

swami sharan padu main kiski

tum bin aur na duja, prabhu bin aur na duja

aas karu mai kiski, om jai jagdish hare

tum puran parmaatama, tum antariyaami

swami tum antariyaami

par brahm parmeshvar, par brahm parmeshvar

tum sabke swami, om jai jagdish hare

tum karuna ke saagar, tum paalan karta

swami tum paalan karta

main moorakh khalkaami, mai sevak tum swami

kripa karo bharta, om jai jagdish hare

om jai jagdish hare, swami jai jagdish hare

bhakt jano ke sankat, daas jano ke sankat

kshan mei door kare, om jai jagdish hare

vishay vikaar mitaao, paap haro deva

swami paap haro deva

shraddha bhakti badhao,shraddha bhakti badhao

santan ki seva, om jai jagdish hare

tan man dhan sab hai tera, swami sab kuch hai tera

swami sab kuch hai tera

tera tujhko arpan, tera tujhko arpan

kya lage mera, om jai jagdish hare

om jai jagdish hare, swami jai jagdish hare

bhakt jano ke sankat, daas jano ke sankat

kshan mei door kare, om jai jagdish hare

om jai jagdish hare, swami jai jagdish hare

bhakt jano ke sankat, daas jano ke sankat

kshan mein door kare, om jai jagdish hare

Explore this song