Roman script

of o jalta hai bujhta hai jalta hai kaise

of o mitta hai lutta hai mitta hai ham pe

phir bhi mushkil mushkil ye dil pana sun le

sehraao se bhi guzaru, dariyaao se bhi ubharu

sehraao se bhi guzaru, dariyaao se bhi ubharu

tere liye mai gahri vadi bhi chum lu

sehara me gul na khilega, dariya me diya na jalega

diwane vadiyo me dil na milega, of o jal gaya

ek parchhayi jaisi hu mai

suraj dhalte hi chhup jau to andhera chha jayega 

shola junun ka aankho me

roshan dil raato me phir andhera bhi kya kar payega

zid karna hai rit teri, nazuk prit meri

rok bhi le khud ko jine bhi de mujhko

bas jaa meri sanso me ji le aa meri baaho me

jal gaya jal gaya jal gaya jal gaya

of o jalta hai bujhta hai jalta hai kaise

of o jal gaya mit gaya lut gaya, of o tum pe

sehara me gul na khilega, dariya me diya na jalega

diwane vadiyo me dil na milega

sanso se khushbu uthne lagi, baaho me jab tu sajne lagi

to dekhe jahan phir zami aasaman kya

sharam se aankhe jhukne lagi, mujhse kuchh ye kahne lagi

ke ye kya ho gaya kaise badla irada 

aakhir dil majabur hua, mere ishq me chur hua

mujhpe asar tha tera, tujhpe hai saya ab mera

dur agar mai jau to phir ban jaye tu suraj wo

jo jalta hai bujhta hai jalta hai bujhta hai of o

of o jalta hai, of o jal gaya jal gaya

of o of o of o jal gaya, jalta hai

mit gaya mit gaya mit gaya mit gaya

mit gaya mit gaya mit gaya, of o jal gaya

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song