Roman script

odhani odhali piya tere naam ki

odhani odhali piya tere naam ki

odhani odhali piya tere naam ki

aise bani mai teri

aise bani mai teri , jaise radha bani shaam ki

odhani odhali odhani, ha odhani odhali odhani

odhani odhali tune mere naam ki

odhani odhali tune mere naam ki

aise bani mai teri , jaise radha bani shaam ki

odhani odhali odhani, ha odhani odhali odhani

ek baat puchhata hai tumse yeh dil hamaara

kya saath de sakoge tum umr bhar hamaara

aao karib aao tumko gale lagale

koyi na dhund paaye aise tumhe chupaale

mehandi lagi thi shaayad

mehandi lagi thi shaayad, haatho me tere naam ki

odhani odhali odhani, ha odhani odhali odhani

odhani odhali tune mere naam ki

odhani odhali tune mere naam ki

lagta hai jaane kyu mujhe tumko hi dekhkar

rab sabka aasman pe hai, mera rab jamin par

mujhako nahi khabar thi, mujhe pyaar ho gaya hai

janmo ka ek pal mai ekrar ho gaya hai

dil mai jo chal rahi woh

dil mai jo chal rahi woh, dhadkan hai tere naam ki

odhani odhali odhani, ha odhani odhali odhani

odhani odhali piya tere naam ki

odhani odhali piya tere naam ki

aise banee mai meri

aise bani mai meri, jaise radha bani sham ki

odhani odhali odhani, ha odhani odhali odhani

Explore this song